Mushkil time mein paiso ki jarurat padne par idhar udhar se paise lene ki bajay aap apne PhonePe app se loan bina kisi doucment ke le skte hai, jo ki turant apko apke bank account mein mil jata hai. To doston aaj ki iss post mein hum log janenge ki aap PhonePe se loan kaise le skte hai, PhonePe se kitna loan milta hai, PhonePe se kitne time ke liye loan milta hai, PhonePe se loan lene ke liye apko kon konse documents chahiye honge. Ye sab kuch hum aaj ki iss post mein janane wale hai. To chaliye doston aaj ki iss post ko shuru krte hai.
- Read Also – Lenditt Loan App Se Loan Kaise Le : Lenditt Instant Loan Apply Online In India – Lenditt Loan App Review
विषय चुने
PhonePe Kya Hai?
Doston main apko batana chahunga PhonePe ek Online Transaction, Recharge, Bill Payment app hai. PhonePe hamare bohot se kamo ko assaan bana deta hai. Isse hum kisi ko bhi turant paisa bhej skte hai or mangva bhi skte hai bina kisi dikkat ya preshani k or iski help se aap mobile recharge kr skte hai. Ismien apko ek BHIM UPI ka benifit bhi milta hai. Isse aap online or offline kisi bhi store pr payment kr skte hai. Aap is app se har traike ki payment kr skte hai. Aaj hum apko batyenge ki aap PhonePe se loan kaise le skte hai.
PhonePe Loan Kaise Deta Hai?
Doston main apko batana chahunga ki PhonePe apko loan nhi deta. Ab aap ye bologe ki ye kya baat hui to main apko bata du PhonePe apko apne se loan nhi deta ye apko Flipkart ke sath milkar Loan deta hai. Ab ye loan kya hai or aap iss loan ko kaise le skte hai ab hum aage janenge.
- Read Also – Axis Bank Home Loan Kaise Le : Axis Bank Home Loan Apply Online – Axis Bank Se Loan Kaise Liya Jata Hai
PhonePe Se Loan Kaise Milta Hai?

Ab hum baat karenge ki aap Phone Se Loan Kaise Le skte hai. To doston apko PhonePe Se Loan lene ke liye sabse pehle apko PhonePe app ko play store se download krna hoga or apne phone no. se register krna hoga lekin apne pehlse se hi ise download krke register kiya hua hai or bhi achi baat hai.
Ab doston apko ek or app ko download krna padega PhonePe se loan lene ke liya jiska name hai Flipkart. Ab ise bhi apko usi number se register krna hai jis number se apne PhonePe pe register kiya hai. Ab apko apni Flipkart ki profile mein jakar Flipkart Pay Later ko activate krna hai. Ismein apko documents dene honge.
Documents
- Aadhar Card
- Pan Card
- Civil score 600+ hona chahiye.
Ab Flipkart Pay Later activate krne ke baad apko 2000-4000 rupeye mil jayenge. Ab apko apna PhonePe account open kr lena hai or usmein My Money pr click krne ke apko vaha pr apko payment method show karega. Unmein apka Flipkart Pay Later apne aap shuru ho jayega.
PhonePe Loan Pr Kitna Interest Lagega?
Doston PhonePe Loan apko bina kisi interest ke milega. Aap iss loan ko 45 dino tak bina interest ke use kr skte hai.
- Read Also – Cash Park Loan App Se Loan : Cash Park Loan App Review – Cash Park Loan App Apply Online In India
PhonePe Loan Kaise Le?
- Sabse pehle apko PhonePe app ko play store se download kr lena hai.
- Iske baad apko apne mobile number se register krna hai.
- Iske baad apko apne bank account ko ismein jod dena hai.
- Iske baad apko Flipkart app bhi download krna hai.
- Iske baad ismein apko ussi number se register krna hai jisse PhonePe mein kiya tha.
- Iske baad apko apne documents ismein upload kr dene hai.
- Iske baad apko ismein ek limit mil jayegi.
- Iske baad apko PhonePe open krke My Money ke option par click krna hai .
- Iske baad aapko iss loan ko PhonePe mein lena hai.
- Ab aap ise kahi pe bhi use kr skte hai.
PhonePe Loan – PhonePe Loan Apply Online
Doston aaj ki iss post mein humne jana ki aap PhonePe se loan kaise le skte hai. PhonePe se kitna loan milega, kitne dino ke liye milega, apko kitna interest pay krna padega. Or bhi bohot kuch aapne aaj ki iss post mein jana. Doston agar aapko aaj ki ye post achi lagi ho to jarur ise apne doston ke sath share karein. Milte hai agli post mein.