Advertisements
Advertisements
Lenditt Loan App

Lenditt Loan App Se Loan Kaise Le : Lenditt Instant Loan Apply Online In India – Lenditt Loan App Review

Advertisements
अपने दोस्तों के साथ शेयर करें

Advertisements

Doston humein kabhi bhi ye nhi sochna chahiye ki paisa sb kuch nhi hota. Doston agar paisa sb kuch nhi hota ye baat sch hai. Par paise k bina bhi kuch nhi hota ye baat bhi utni hi sch hai. Aaj k time mein paiso k bina kuch kar pana bohot mushkil hai. Yahi karan hai ki aaj k time mein log paise k liye idhar udhar bhag rhe hai. Sb log chahte hai ki unke pass jyada se jyada paisa ho taki vo apni life mein apni sari wishes Puri kar skein. Vo apni life mein vo sb kuch kar skein jo vo karna chahte hai, vo sb kar skein jiske unhone apni life mein sapne dekhe hai. Par doston jitna aasaan aaj k time mein paise k bare mein sochna hai utna hi mushkil paisa kamana hai. Aaj k time mein paisa kamana bohot jyada mushkil ho gaya hai. Doston aise mein agar humein achanak se paiso ki jarurat pad jaye to hum bohot pareshan ho jate hai. Par doston ab apko pareshan hone ki koi jarurat nhi hai, ab aap apki paiso se related sari pareshaniyo ko ek taraf rakh dijiye.Kyonki aaj ki post mein main apko batane wala hu ki kaise aap online loan lekar apni paiso ki problem ko solve kar skte hai. Dosto aaj hum jiss loan app k bare mein baat krne wale hai uska name hai LendittLoan App. Aaj ki hamari iss post mein hum janenge ki kaise aap Lenditt Loan App se online loan le skte hai, Lenditt Loan App se apko kitna interest lagega, Lenditt Loan App se apko kitne time ke liye loan milega. Ye sb kuch hum aaj ki iss post mein janane wale hai. To chaliye doston aaj ki hamari iss post ko shuru krte hai.

Lenditt Loan App Se Kitna Loan Milega?

Advertisements
Lenditt Loan App

Doston LoanTapLoan App se humein 10 hajar se 50 hajar tak ka loan easily mil jayega.

Lenditt Loan App Se Kitne Time Ke Liye Loan Milega?

Doston Lenditt Loan App se milne wale loan ko pay krne ke liye humein 61-90 dino tak ka time milega.

Lenditt Loan App Se Loan Lene Par Interest Kitna Lagega?

Advertisements

Doston Lenditt Loan App se loan lene par apko maximum 0% se 30% tak ka interest per annum pay krna hoga.

Lenditt Loan App Other Charges Kya – Kya Hai?

Doston in sab k alava apko 350 processing fee or sath mein taxes bhi pay krne honge.

Example

Loan Amount- 1 lakh

Advertisements

Tenure rate- 36 months

Interest rate- 18% per annum

Processing fee- 2%(2000rs.)

GST – 2360rs.

Total interest- 30,140rs.

Total amount payable- 1,30,140rs.

Lenditt Loan App Loan Eligibility Criteria Kya Hai?

  1. Minimum take-home salary per month ?20K
  2. Salaried Individuals
  3. Above the age of 21
  4. You are located at: Bangalore, Mumbai, Navi Mumbai, Pune, Thane, Hyderabad, Chennai, Ahmedabad, Nagpur, Coimbatore, Kochi, Jamshedpur, Nashik

Lenditt Loan App Documents Required Kya Hai?

  1. PAN card
  2. Election Card or Driving License
  3. Aadhaar card
  4. Salary Slip or Official work email id
  5. Salary Account bank statement
  6. If address is other then Aadhaar then additional address proof (i.e. Rent agreement, Electricity bill, gas bill, etc.)

Lenditt Loan App Loan Ke Liye Kaise Apply karein?

  • Play store se Lenditt Loan App download karein.
  • Apne mobile no. se register karein.
  • Jaruri documents upload karein.
  • Apki profile approve hone ka wait karein.
  • Uske baad apka loan approv ho jayega or loan amount apke bank account mein aa jayegi.

Lenditt – Lenditt Loan Apply Online

Why Choose Lenditt Loan App?

  1. Quick turnaround time
  2. No prepayment charges, so you only pay for the days you use
  3. 100% paperless processing
  4. Build your Credit worthiness with Lenditt
  5. Instant Disbursal of your loan amount once approved

Doston aaj ki post mein bss itna hi. Aaj humne jana ki kaise hum Lenditt Loan App se loan ke liye apply kar skte hai, Lenditt Loan App se humein kitna loan amount milega, Lenditt Loan App se loan lene par interest kitna lagega, Lenditt Loan App se loan humein kitne time ke liye milega, humein kon konse doucuments chahiye honge, kya kya conditions hai. Ye sab kuch humne aaj ki hamari iss post mein jana. Agar apko hamari ye post achi lagi ho to ise jyada se jyada share karein. Milte hai agli post mein.


अपने दोस्तों के साथ शेयर करें
Advertisements
Advertisements

Check Also

RupeeMenu Loan App

How To Get Loan From RupeeMenu Loan App : RupeeMenu Instant Loan Apply Online In India – RupeeMenu Loan App Review

Advertisements अपने दोस्तों के साथ शेयर करें Advertisements Friends, it happens many times that we …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Advertisements
Advertisements
Advertisements
x